koi mere bachpan lauta do.kushiyo bhare din lauta do
lauta do woh din jab koi phikar na thi na koi bhana tha
lauta do woh din sara zamna jaise apne muathi mein lagta tha
lauta do woh din jab kacchi juban par har pal ek geet hua karti tha
lauta do woh din jab khelno lekar dosto me takrar hua karta th
lauta do woh din school ke liye ma choada karti thi or bhana karne jor se kan maroda karti thi
lauta do woh din jab cricket bat na hone par patre bat ban jate thein
lauta do woh din jab padhai ke bhane class choda karte thein
lauta do woh din canteen ke samose jaha 2 rs ki chaye bhi udhar main piya karte thein
likhna to kafi hain kyoki abhi yad kafi baki hain
isliye is yad ko dil mein sanjote huae
yahi kahunga kash koi lauta de wo purane din
ISHAN MAJUMDAR

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें