ir aj uttar pradesh ko uttam khaiyega chaliye khete hain dihkne mein lagta bhi hain bade bade malls , park ,is chamak mein shyad kahi andhera bhi hain . hum bat kar rahe us uttar pradesh ki jaha dalit ki beti raj karti hain hum bat karte hain uss uttar pradesh ki jaha dalit ki beti abru bhi loot ti hain.janab garmi apna jaha record tod rahi hain wahi pichle kai dino se crime
ka be graph badha hain. liye chalte hain apko kuch pelhua par baghpat jaha 18 sal ki kadki ka gangraped hota hain,
jaha ,chliye jila bhi bata ta hun baghpat jila, dalit mahila ka balatkar bhi hota .
badle mein kuch mile na mile muwaja or sarkari wade jarror milte hain,woh to chodiye janab aj ki ghatna se shyad ap
sabhi log wakib honge cmo murder mein peshi ya angrezi mein kahe accused doctor yogendra singh sachan ki jail mein hatya ho jati hain shayd kisi minister ka nam a raha ho wajah koi bhi list badi lambi hain ----------------------------hum to bas tna jana chaenge kya uttar pradesh ab kya ban gaya hain ek jungle raj--------
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें